Song : Kyun Kisee Ko Vafa Ke Badle Vafa Nahee Milatee
Music : Himesh Reshammiya
lyrics : Sameer
Singers : Udit Narayan
Kyun Kisi Ko Lyrics – Tere Naam – Udit Narayan
Music : Himesh Reshammiya
lyrics : Sameer
Singers : Udit Narayan
Kyun Kisi Ko Lyrics – Tere Naam – Udit Narayan
La la lala la la..
Kyun kisi ko wafaa ke badle
Wafaa nahi milti
Kyun kisi ko dua ke badle
Dua nahi milti
Kyun kisi ko khushi ke badle
Khushi nahi milti
Ye pyaar me kyun hota hai
Ye pyaar me kyun hota hai
Kyun kisi ko wafaa ke badle
Wafaa nahi milti..
Wafaa nahi milti
Kyun kisi ko dua ke badle
Dua nahi milti
Kyun kisi ko khushi ke badle
Khushi nahi milti
Ye pyaar me kyun hota hai
Ye pyaar me kyun hota hai
Kyun kisi ko wafaa ke badle
Wafaa nahi milti..
Ishq kitna rulaye
Saari duniya bhulaye
Bekarari badhaye
Chain ek pal na aaye..
Saari duniya bhulaye
Bekarari badhaye
Chain ek pal na aaye..
Log ishq me kya se kya hue
Mil gaye kabhi phir juda hue
Bas khizan mili is bahaar me
Umr kat rahi intezar me..
Mil gaye kabhi phir juda hue
Bas khizan mili is bahaar me
Umr kat rahi intezar me..
Kyun kisi ko hansi ke badle
Hansi nahi milti
Kyun kisi ko wafaa ke badle
Wafaa nahi milti..
Hansi nahi milti
Kyun kisi ko wafaa ke badle
Wafaa nahi milti..
Ye pal kahi thehara nahi
Yaado pe to pehara nahi
Jab dawa se bhi zakhm na bhare
Aise haal me socho koi kya kare..
Yaado pe to pehara nahi
Jab dawa se bhi zakhm na bhare
Aise haal me socho koi kya kare..
Kyun kisi ko khushi ke badle
Khushi nahi milti
Kyun kisi ko wafaa ke badle
Wafaa nahi milti..
Khushi nahi milti
Kyun kisi ko wafaa ke badle
Wafaa nahi milti..

No comments:
Post a Comment